Unko kya hai khabar ki hum dil de chuke unhe zamane se,
Na karar hai, sukoon farar hai
dil bequarar hai, unka intezar hai,
is betaabi mein jab na hui unse kuch baatein,
Hamari na kati gayi chain se raatein,
Is had tak the deewani hum unke
Yeh rooh gabraati hai dil ki baate sunke,
Mujhe samjhaye khuda bhi aake khud,
E dil apna sab kho ke kya raha khud ka wajood,
Bas yuhi unki yaadon mein kategi ab zindagi,
Muskrayunge gamon mein karte rahenge bandagi.
Mohabbat Ke Imtihaan Ka Ab Yahi Takaza Hai,
Uski Doli Ke Age Muskurata Hua Mera Janaja Hai !!
Junoon- E- Iasq Ke Liye Jeeta Hai To Jeeye Koi
Hume To Uski Aarazoo Ne Maut Se Navaza Hai !!!!
Khoobiya itni toh nahi hum mein,
Ki kisi ke dil mein ghar kar jayenge,
Par bhulna bhi aasan na hoga,
Aisa zaroor kuch kar jayenge??.
A Dost jab bhi tu udas hoga,
Hamara khayal tere pass hoga,
Dil ki gehraiyo se jab bhi yaad karoge,
Tumhe hamare sath hone ka ehsaas hoga
Kabhi Aansoo Kabhi Khushboo Kabhi Naghma Banker
Kabhi Aansoo Kabhi Khushboo Kabhi Naghma Banker
Hum Say Her shaam Mili Hai Tera Chehra Banker
Chand Nikla Hai Teri Aankh K Ansoo Ki Tarah
Phool Mehkay Hain Teri Zulf Ka Saya Banker
Meri Jaagi Huyi Raaton Ko Usi Ki Hai Talash
So Raha Hai Meri Ankhon Main Jo Sapna Banker
Dil Kay Kaghaz Par Utarta Hai Jo Sheron Ki Tarah
Meray Hontoon Pay Machalta Hai Jo Naghma Banker
Raat Bhi aaye To Bujhti Nahin Chehray Ki Chamak
Rouh Main Phail Gaya Hai Woh Ujala Banker
Mera Kya Haal Hai Yeh Aakay Kabhi dekh To Lay
Jee Raha Hoon Tera Bhoola Hoa Vada Banker
Dhoup Main Kho Gaya Woh Haath Chhura Kar
Ghar Say Jo Saath Chala Tha Mera Saya Banker
Kabhi Aansoo Kabhi Khushboo Kabhi Naghma Banker
Hum Say Her Shaam Mili Hai Tera Chehra Banker
Jis se Sansaar Ki echcha usse sansaar mil jaye ..
Mujhe Kewal Milo Tum aur Tumhara Pyaar Mil Jaye..!!
Tumhare Naam Main Likh Du, Sitare, Chand Aur Sooraj,
Tumhara Bhagya Likhne ka, agar Adhikaar Mil Jaye..!!
Usse Koyal Nahi Bhaye, Usse Bul Byul Nahi Bhaye,
Tumhara Bhol Sunne ko, Jisse Ek Baar Mil Jaye..!!
Na Kashti ki, Na Saahil ki, Usse Kwaayiish Rahe Koyee,
Tumhare Pyaar Ki Gehri, Jisse Majdhar Mil Jaye..!!
Usse Chinta Na Jeene Ki, Na Merne Ki Sathati Hai,
Tumhari Chand-Soorat Ka Jisse Didaar Mil Jaye..!!
Do you Yahoo!?
Everyone is raving about the all-new Yahoo! Mail. __._,_.___
***NEW: DESI TALK!! The Shout box in the group home page***
Comments, suggestions or just plain chatting... you can do it right here!
Homepage: http://groups.yahoo.com/group/dilsedesigroup
***DIL SE DESI GROUP***
You can join the group by clicking the below link or by copying and pasting it in the browser bar and then pressing 'Enter'.
http://groups.yahoo.com/group/dilsedesigroup/join
OWNER/MODERATOR : rajeshkainth003@gmail.com; {Rajesh Kainth}
MODERATOR : a.amitkumar13@gmail.com; {Amit Kumar}
MODERATOR : manisha.hatkar@gmail.com; {Manisha Hatkar}
MODERATOR : preeti.hande@gmail.com; {Preeti Hande}
MODERATOR : immortally69@yahoo.com {Rahul Joshi}
MODERATOR : kaustubh.basu@gmail.com {Kaustubhshobhan Basu}
MODERATOR : planetofprince@yahoo.com (Prem)
MODERATOR : abhijeet-bhurke@bridgestone.co.in (Abhijeet)
To modify your list subscription, please send a blank email to:
SUBSCRIBE : dilsedesigroup-subscribe@yahoogroups.com
UNSUBSCRIBE : dilsedesigroup-unsubscribe@yahoogroups.com
INDIVIDUAL MAILS : dilsedesigroup-normal@yahoogroups.com
DAILY DIGEST : dilsedesigroup-digest@yahoogroups.com
VACATION HOLD : dilsedesigroup-nomail@yahoogroups.com
FOR POSTING MESSAGES : dilsedesigroup@yahoogroups.com
SPONSORED LINKS
Desi arnaz | Lucy desi |
Your email settings: Individual Email|Traditional
Change settings via the Web (Yahoo! ID required)
Change settings via email: Switch delivery to Daily Digest | Switch to Fully Featured
Visit Your Group | Yahoo! Groups Terms of Use | Unsubscribe
Change settings via the Web (Yahoo! ID required)
Change settings via email: Switch delivery to Daily Digest | Switch to Fully Featured
Visit Your Group | Yahoo! Groups Terms of Use | Unsubscribe
__,_._,___