main phir se yahi kahunga ki koi bhi larka sarif nahi
ho sakta,main nahi samjahta ki koi bhi larka sabhi
larkon ko apni bhehan man lega.
Duniya me is kisam ke larke bohat kamm pae jate hain.
Har kisi ko apni bhehan samajhte hain.
this is your definition:
i am not asking other category , i am asking about
this category.
*Sharif Larke:
Duniya me is kisam ke larke bohat kamm pae jate hain.
Har kisi ko apni bhehan samajhte hain.
In ki kaddar hum larkion pe farz hai.*
Garima ji,
Rahi debeate comp. ki baat to , madam ji kabhi main
iske liye national level par gya tha ..
maine first to nahi laking second award jarur jeeta
tha mere NAINITAL ke liye.
First award rajasthan ne jeeta tha.
You want to know ... who was the compteter of
nainital,
yes that was orrisa : but they lost one word regarding
orrisa that was (KORNAK MANDIR). I caught that word
and expain that.
after i got second prize in all india compition.
if you have dought then i can send to you scan copy of
that certificate.
ok... main aapki sabhi category ki baat to kar hi nahi
raha .. main simple sarif larkon ki category ki baat
kar raha haun ...
phir se gaur pharmao to phir batao:
Duniya me is kisam ke larke bohat kamm pae jate hain.
Har kisi ko apni bhehan samajhte hain.
Garima ji jo log apne negative points ko maan lete
hain wahi sucessful hote hain .. or inhe future main
sudharne ka paryash karte hai ..
apni kamion ko dur karna seekho ... shyad appko kisi
ne kabhi debate main takker nahi de tabhi aap ne aisa
kaha ....warna aap apne point par kuch dhyan to jarur
deti ...
But future main in baaton ko dhyan main rakha ...
Best of luck....
AVTAR --- Always a good friend.
--- Garima Khanna <garimakhanna05@gmail.com> wrote:
> *Hi Avtar*
> **
> *U r again on the wrong side of the fence. u have
> chosen to equate all males
> in the society with my description of 'Sharif Type
> Ladke'. U r deadly wrong.
> Read my mail fully, deeply and carefully. I have
> described 5 categories of
> ladke and not just one which u r harping on. Even
> the description of 'Sharif
> type Ladke' is as below :-*
>
> *Sharif Larke:
> Duniya me is kisam ke larke bohat kamm pae jate
> hain.
> Har kisi ko apni bhehan samajhte hain.
> In ki kaddar hum larkion pe farz hai.*
>
> *AVTARJI GOR SE PADIYE MAINE KAYA LIKHA HAI.*
>
> *Sharif Larke:
> Duniya me is kisam ke larke bohat kamm pae jate
> hain. *
> Iska matalab hai ki is type ke ladke duniya mein
> bahut kamm hain. MERE LEKH
> SE YE MATLAB BILKUL BHI NAHI NIKALTA KI MAINE FAMILY
> KE MALE MEMBERS KO ISME
> INCLUDE KIYA HAI.
>
> Mujhe lagta hai ki aapne kabhi kisi bhi debating
> competition mein
> participate nahi kiya hai. Main to apne school aur
> college lvls mein apni
> city ki best debater rahi hun. Aapki is tarah ki
> chikni chupdi explanations
> se, main aapka pichha chhodne wali nahi hun. Aapko
> maafi mangni padegei.
> Maine kisike ke bhi parivar ya kisiko bhi niji tor
> par koyi bhi tana nahi
> kasa hai. Han maine sirf apne aap ko defend kiya hai
> aur reply kiya hai. AUR
> YE MERA HAQ HAI.
>
> GARIMA
>
>
>
>
> On 10/6/06, Avtar Saini <avtarsaini_84@yahoo.co.in>
> wrote:
> >
> > Garima ji,
> >
> > Mere kehene ka matlab samjhene ka paryash karo ..
> > apne simple ek line likhi hai ki ..sarif larke
> wahi
> > hote hain jo har larki ko apni behan mante hain.
> >
> > aisa kaise possible hai.
> > mujhe explain karo ...
> >
> > kum se kum ek ko to chod diya hota.
> > larke har ladki ko apni behen samjhege to shadi
> kisse
> > karnge ...or har larke ki shadi hoti hai ..
> >
> > riste baad main bante hai ...pahele shadi hoti hai
> ...
> > jab ek larke or larki ki shadi hogi uske baad hi
> ..
> > ek mother, father, son, daughter, brother, sister
> and
> > so on releations are coming in the life ...
> >
> > kya hai mere is question ka jabab aapke paas ..
> >
> > kum se kum hindu samaj main aisa nahi hai ki koi
> bhi
> > apni sister ke saath mariage nahi karta.
> >
> > Is baare main sochna bhi ek gali ke saman hai.
> > kuch bhi likho usse pahle soch lo uska last
> meening
> > kahan pahunchta hai.
> >
> > Or haan larke - larkiyon ke topic na hi cheldo to
> > better hai. Kyon ki ... Larkiyana bhi sarif nahi
> > hoti..
> > lakin hum phir bhi unka samman karte hai ..
> >
> > only 0.1% larke galat hote hai ... jo sabi ke
> sammne
> > aate rehete hai .. lakin larkiya more than 2% aisi
> > hoti hain ...
> >
> > isliye pahele sociye phir boliye ...
> > ek word miss karne se means pura change ho jata
> hai.
> >
> > ok...
> >
> > or yaar rakhan har larka kisi bhi larki ki respect
> > karta hai.
> >
> > note it down ::
> > Sharif Larke:
> > Duniya me is kisam ke larke bohat kamm pae jate
> hain.
> > Har kisi ko apni bhehan samajhte hain.
> > In ki kaddar hum larkion pe farz hai.
> >
> > read again har kisi ko apni bhehan samajhte hain.
> >
> > got it or need to explain again .....
> >
> >
> >
> >
> >
> >
> > --- Garima Khanna <garimakhanna05@gmail.com>
> wrote:
> >
> > > *Avtaar ji *
> > > **
> > > *lagta hai ki aap sathaiye dimmag ke hain. Tahbi
> > > karke aapko itni si baat
> > > nahi pata chali ki meri mail mein " LADKE ' Kaha
> > > kisse gaya hai. Poore grup
> > > ko achhi tarah samajh aaya hai ek aapko chhor
> kar.
> > > Aur aisi koyi mail nahi
> > > aayi jisme aap jaisi baatein likhi hon. Mujhe
> lagta
> > > hai ki tumhare hi
> > > parivar mein ye pratha hai ki "ladke ' shabad se
> > > baap, beta, bhayi aadi ghar
> > > ke male mmbrs ko sumbodhit kiya jaata hai. *
> > > **
> > > *MUJHE TO TUM BAATAYO OR RATHER SAARE GRUP KO
> > > BATTAYO KI TUMHARI MAA TUMHARE
> > > BAAP KI BAHAN LAGTI HAI KAYA? IS TOPIC KI
> SHURUWAT
> > > TUMHARE GHAR SE HOGI
> > > AVTAR NAKI MERE GHAR SE. TAHJEEB KE DAYARE MEIN
> > > RAHANA SIKHO NAHI TO TUMHE
> > > AWARA MIZAZ SE BECHARA TYPE BANANE MEIN DO
> SECOND
> > > BHI NAHI LAGEENGE. TUMHE
> > > TO GRUP KE SAAMNE MERI IS MAIL KA JAWAAB DENA
> BHI
> > > BHAARI PADEGA.*
> > > **
> > > *GARIMA
> > > *
> > >
> > > On 10/6/06, Avtar Saini
> <avtarsaini_84@yahoo.co.in>
> > > wrote:
> > > >
> > > > Hi ,
> > > >
> > > > GUYS REPLY MUST!!!!!!!!! AM I RIGHT.
> > > >
> > > > this is the statement,
> > > >
> > > > Sharif Larke:
> > > > Duniya me is kisam ke larke bohat kamm pae
> jate
> > > hain.
> > > > Har kisi ko apni bhehan samajhte hain.
> > > > In ki kaddar hum larkion pe farz hai.
> > > >
> > > > your means , your father, brother and son not
> a
> > > boy,
> > > > or they are called simply father, brother, and
> > > son.
> > > >
> > > > and one more thing i think father is a boy and
> > > mother
> > > > is a girl. kya tumhare father ek sarif larkon
> main
> > > > aate the , agar aate the to unhe tumhari
> mother ko
> > > > behan manana chaiye tha ... unhone sadi kyon
> ki
> > > ...
> > > >
> > > > may be possilbe case is :
> > > >
> > > > garima want to say : Har larke ko , har larki
> ko
> > > > behean samjahan chaiye, chaye bo uski biwi
> kyon na
> > > ho.
> > > > tabhi bo sarif larka kehlayga.
> > > >
> > > > larko ki language me :
> > > >
> > > > garima un larkon ko sarif lakon ki definition
> de
>
=== message truncated ===
__________________________________________________________
Yahoo! India Answers: Share what you know. Learn something new
http://in.answers.yahoo.com/
***NEW: DESI TALK!! The Shout box in the group home page***
Comments, suggestions or just plain chatting... you can do it right here!
Homepage: http://groups.yahoo.com/group/dilsedesigroup
***DIL SE DESI GROUP***
You can join the group by clicking the below link or by copying and pasting it in the browser bar and then pressing 'Enter'.
http://groups.yahoo.com/group/dilsedesigroup/join
OWNER/MODERATOR : rajeshkainth003@gmail.com; {Rajesh Kainth}
MODERATOR : a.amitkumar13@gmail.com; {Amit Kumar}
MODERATOR : manisha.hatkar@gmail.com; {Manisha Hatkar}
MODERATOR : preeti.hande@gmail.com; {Preeti Hande}
MODERATOR : immortally69@yahoo.com {Rahul Joshi}
MODERATOR : kaustubh.basu@gmail.com {Kaustubhshobhan Basu}
MODERATOR : planetofprince@yahoo.com (Prem)
MODERATOR : abhijeet-bhurke@bridgestone.co.in (Abhijeet)
To modify your list subscription, please send a blank email to:
SUBSCRIBE : dilsedesigroup-subscribe@yahoogroups.com
UNSUBSCRIBE : dilsedesigroup-unsubscribe@yahoogroups.com
INDIVIDUAL MAILS : dilsedesigroup-normal@yahoogroups.com
DAILY DIGEST : dilsedesigroup-digest@yahoogroups.com
VACATION HOLD : dilsedesigroup-nomail@yahoogroups.com
FOR POSTING MESSAGES : dilsedesigroup@yahoogroups.com
Yahoo! Groups Links
<*> To visit your group on the web, go to:
http://groups.yahoo.com/group/dilsedesigroup/
<*> Your email settings:
Individual Email | Traditional
<*> To change settings online go to:
http://groups.yahoo.com/group/dilsedesigroup/join
(Yahoo! ID required)
<*> To change settings via email:
mailto:dilsedesigroup-digest@yahoogroups.com
mailto:dilsedesigroup-fullfeatured@yahoogroups.com
<*> To unsubscribe from this group, send an email to:
dilsedesigroup-unsubscribe@yahoogroups.com
<*> Your use of Yahoo! Groups is subject to: